Yaadon Ka Karwaan cover logo

Bechaini

3m · Yaadon Ka Karwaan · 13 Jul 07:27

"Aksar sawaal krti hai zindagi meri mujse ki main kyun preshan hoon? Jo hoti hain bechainyaan wo bas panno par likh kr main zindagi ko dikhaa deti hoon.. To meri aur bechaini ki kahani bhi kuch aisi hee hai, dil ke nazdeek kuch ghaaw aise theher jaate hain ki na kisi se keh paati hoon, na khud ko smjhaa paati hoon.. fir bas tbhi hota hai ye, ki kalam uthaati hoon to hee ye uljhe jazbaat suljhaa kar bayaan kr paati hoon!" ~ Shubhangi Gupta.

The episode Bechaini from the podcast Yaadon Ka Karwaan has a duration of 3:27. It was first published 13 Jul 07:27. The cover art and the content belong to their respective owners.

More episodes from Yaadon Ka Karwaan

Aasim Ki Call (Part 3)

abhi bhi sun rahe toh aapko baaten lambi lagi hi nahi. bohot shukriya.

Aasim Ki Call (Part 2)

wahi baaten bas dusra part.

Aasim Ki Call (Part 1)

ye kuch yaaden, shayariya, aur baaten hain jo main aur mere aziz dost Aasim aapas mein baat rahe the. socha record karke podcast ki jaaye ye call.

Baarish

"Baarish berang hoti hai lekin har kisi ke liye iska apna hi alag rang hai. Kisi ko hasati hai, kisi ko bhigaati hai toh kisi ko rulati hai." This episode is written and performed by me Izhan Saifi. Aap suniye aur bataiye aapko kya ehsaas karati baarish.

Seher

Suniye kaise Ayaan ki yaadon ka Karwaaan aaj tak chale jaa raha hai.